Home > Janamashtami SMS > HAPPY JANAMASHTAMI SMS 2011

HAPPY JANAMASHTAMI SMS 2011

August 19th, 2011 Admin Leave a comment Go to comments

Radha ki bhakti Murli ki mithas,

Maakhan ka swaad aur Gopiyo ka raas,

Inhi sab sae milkar banta hai,

Janmashtami ka ye din khaas.

Happy Janmashtami

***********************

Gokul me jo kare niwas, Gopiyo sang jo rachaye raas,

Devki-Yashoda jinki maiya, aise hamare kishan kanhaiya.

May Krishna fulfill all your wishes.

Happy Janamashthami

*********************

Aao milkar sajaaye nandal ko,

Aao milkar karein gungaan unka,

Jo sabko raah dikhaate hai aur

sabki bigdi banate hain,

Chalo dhoom dhaam se manaaye janmadin unka

Happy Janamashtami

Share This Post

Click Here To Send Free SMS Messages


  1. No comments yet.
  1. No trackbacks yet.