Home > Hindi SMS, Republic Day SMS > SMS HINDI 26th JAN REPUBLIC DAY SPECIAL

SMS HINDI 26th JAN REPUBLIC DAY SPECIAL

January 17th, 2010 Admin Leave a comment Go to comments

Aao Desh ka saman kare
shahido ki shahidat kare
Ek baar fir rastra ki kaman
hum hindustani apne haaton mein dhare
Aao swantrata diwas ka samaan kare

*********

Kyu Marte ho Bewafa sanam k liye
Do gaz jameen bhi nahi milegi dafan k liye
Marna hai to maro Watan k liye
Karodo ladkiyan bichadegi apna dupata kafan k liye..

*********

Jo Qurbaan hue,
Unke lafzon ko aage badhana,
Khuda ke liye nahi ..
Zindagi Watan k liye Nibhana..

*********

Tairna hai to samandar mein tairo
Nadi naalo mein kya rakha hai?
Pyar karna hai to watan se karo
In bewafa ladko mein kya rakha hai.

*********

Watan hamara misaal mohabat ki,
Todta hai deewaar nafrat ki,
Meri Khush naseebi,
mili zindagi is chaman mein

Share This Post

Click Here To Send Free SMS Messages


  1. No comments yet.
  1. No trackbacks yet.